लिख लिख कर ये पता चलता है कि स्वतंत्रता की अनुभूति के लिए कोई समय निर्धारित करना ठीक नहीं है
इसलिए कविता लेखन नियम से करने के विचार में एक तरह का विरोधाभास है
पर इस तरह अनुशासित hone का एक swayam ko mil jaata है
अनुशासित hokar apne saath samvaad करने के लिए blog kyoon
diary kyoon नहीं?
इस prashn का uttar ये hee ho sakta है कि
paathak में aur apne में एक vishisht atmiyta है
aisa maan कर hee yeh blog है
vaise shuru karte समय ये pataa na tha
कि hindi blogs का itna samraddha sansaar aur parivaar internet पर है
kaee baar कविता likhne से milne waale 'atm-santosh' की तरह hee
any bloggers के likhe ko padhne में bhee 'tripti aur ullas' का anubhav hota है
rachnatmakta का prasaad lekhak के saath saath paathak में bheee hota है
mooltaya hamaara srijanatmak
saathee है vo man,
jo judne, seekhne aur jaanne के लिए prastut है
aisa man apne anoothe dhang से
एक vyakti aur doosre vyakti के beech
की 'deevaar' ko mita deta है
aisa man, vistaar की akulahat lekar
chhoo lena chahta है
vo paridhi
jise ham apne sansaar की seemaa maante hain
aur
shayad इस तरह
satat vistaaronmukhee man
har 'paridhee के paar' bhee jaa sakta है
astu
Ashok Vyas
nyooyark, amerika
14 aktoobar 2010
1 comment:
वाह Anupam प्रयोग।
Post a Comment